Friday, July 30, 2010

Darta hun moat se magar marna zqaroor hai.

Darta hun moat se magar marna zqaroor hai.
larzta hun kafan se par pahan"na Zaroor hai,
Ho jata hun Ghamgeen janaze ko daikh kar,
lakin mera jinaza bhi zaroor hai,
Hoti hai taari Kap_Qappi Qabron ko daikh kar,
Mudatton andheri qabar main rehna zaroor hai,
Duniya To mere dil ko Lubaati hai subho sham,
Par sach hai iss ko chor k jana zaroor hai,
Ya ALLAH Emaan salamti se uthana ...... AMIN

No comments:

Post a Comment