kaam Kaaj or mizaaj kesa hai??
Kal to kal Tha Btaow aj kesa hai??
Hamre sher main hain Mohabbat k Dushman
Tumhare shaer main btaow riwaaj kesa hai??
Us ki Awaz sun loon milta hai skon_e_dil
Mere ghum ka daikho ilaaj kesa hai??
Us ki Meethi baatain bhool sakta nhi
NAEEM teri mohabbat ka Mohtaj kesa hai??
No comments:
Post a Comment