Monday, August 2, 2010

Tumhare Waaste Ab kuch b nhi "WASSI"

Aadtain thi us ki mujh ko jalane wali,,
Baat ki hans k magar ki dil ko dukhaney wali,,


Ajkal wo mujhey kuch badla huwa lagta hai,,
Ho gyin us ki nigahain b zaamane wali,,

Hum ne iklas ka daman nhi chora ab tak,,
Hai us ki mohabbat to rulaaney wali,,

Main ne samjha tha guzar jaey ga waqat lakin,,
Rut_e_barsat b nikli To sataaney wali,,

Tunhare waste Ab kuch nhi hai "WASSI"
Khuda se baatain na karo Dil ko Behlaney wali,,

No comments:

Post a Comment