Roz Taron ki Numaish me khalal parta hai ,
Chand Pagal hai Jo Andhere main Nikal parta hai,
Ek Diwana Musafir hai Meri Ankhon mian
Waqat nhi Waqat thehar jata hai Chal Parta hai,
Apni Tabeer k Chakr main Mera Jagta Khwab
Roz Suraj Ki tarha Ghar Se Nikal parta hai,
No comments:
Post a Comment