Tuesday, September 14, 2010

Faraz: mami mami aap k pass 35 paisy hain

Faraz: papa aap k pass 35 paisay hain.
Papa: nahi hain

Faraz: mami mami aap k pass 35 paisy hain
Mummi : nahi hain

Faraz: aapi aap k pass 35 paisay hain Aapi: nahi hain jao yahan say

Faraz: dadi aap k pass 35 paisay hain Dadi: 35 paisay to aaj kal nahi hotay

Faraz: lekin 35 paison ki to jazz ki call hoti ma apnay best friend ko call kar k puchoon ga k kis na kaha tha k pepsi pa 5 ropay kam kardo?

No comments:

Post a Comment