Thursday, October 28, 2010

E doran zara tham tham k chal kr. . .

Ujrrey huwey logon se gurezan na huwa kar
halat ki qabron k ye qatbey bhi parha kr har waqt ka hansna tujhey barbad na krde tanhai k lamhon men thora ro bhi lia kr a.
e dil tujhey dushman ki bhi pehchan kahan he tu halqaa.
e yaraan men bhi mohtat raha kr
pehla sa kahan ab meri raftar ka aalam a.e gardish.
e doran zara tham tham k chal kr. . .

No comments:

Post a Comment