Monday, November 8, 2010

Hum darya hain humain apna hunar maloom ha

Sar jhukao gay tu pathar daivta ho jay ga
itna mut chaho ussay wo baywafa ho jay ga

hum darya hain humain apna hunar maloom ha
jis taraf bhi chal parain gay rasta ho jay ga

mai khuda ka nam la ka pee raha hon dostoo
zehr bhi ho ga agar is mai dava ho jay gaS

No comments:

Post a Comment